Online Marketing Kaise Kare- Hello friends welcome back to Hindi Blogger Buzz website. To aapne title to padh hi liya hoga aaj me aapko bataunga ki Online Marketing Kaise Kare ya Marketing Kaise Kare in Hindi. To sabse pehle me aapko thoda highlight de deta hoo ki is blog post me kon kon se topic cover hone vaale hai. To sabse pehle to me aapko Online marketing kya hai ye batuunga aur fir aapko me bhot hi badhiya method batauunga jisse ki aap online marketing kar paaoge.
Also Read - Pirated Meaning In Hindi
To ache se jaane ke liye aapko is blog post ko pura padhna hoga tabhi aapko pta chalega ki Online marketing kaise hoti hai. Aur aap kaise ise istemaal karke apni services ki sale badha sakte ho. To jyada time na waste karte hue chaliye start karte hai.
Also Read - What is Computer In Hindi ? - Computer Kya Hai
Iske jariye aap video ads bhi lagva sakte ho. To ye method istemaal karne ke baad definitely aapke website pe visitors badhenge aur aapki sales bhi badhegi. Lekin jaisa ki aapko pta hi hoga ki ye paid hai yaani ki aapko isme paise dene padte hai impressions or clicks ke basis par. To koi bhi Online marketing method ho paise to aapko pay karne hi padenge.
Also Read - Pirated Meaning In Hindi
To ache se jaane ke liye aapko is blog post ko pura padhna hoga tabhi aapko pta chalega ki Online marketing kaise hoti hai. Aur aap kaise ise istemaal karke apni services ki sale badha sakte ho. To jyada time na waste karte hue chaliye start karte hai.
![]() |
Online Marketing Kaise Kare |
Online Marketing Kya Hai
To dosto bhot se logo ko nhi pata hota ki online marketing kya hota hai. To me apke saare doubt clear kar deta hoo. Online Marketing basically ek marketing strategy hoti hai jo ki ya to website par traffic ya fir koi bhi di jaa rhi service ki sales ko badhanne ke liye ki jaati hai. Aur ye online marketing hai matlab ki aapko har kisi ke paas apne product ya service ko btaane ki jarurat nhi padti kyuki ye sara kaam online hota hai.
To ab me aapko online marketing karne ke kuch advantages ke baare me bhi bata deta huu.
- Correct Consumer Marketing
- High Coverage
Online Marketing Kaise Kare
To ab baat aati hai ki kaise online marketing ko kiya jaaye jisse ki aapki service ki sales ya fir website par visitors badh jaaye. To online marketing karne ke liye aap alag alag tariko se apne ads ko run karva sakte ho un me 2 badhiya methods me aapko bata deta hu ki unse aap kaise Online Marketing kar paaoge.1. Display Advertisement
Display Advertisement bhot hi acha method hai online marketing karne ke liye. Display ads ko lagvane ke liye sabse best platform hai google adwords isme aap apne business se related ads lagva sakte ho. Aur vo ads unko dikhaye jaayenge jo ki aapki services ya fir jis bhi topic ke aap ads lagvana chahte ho un me interested ho. To aap samjh hi sakte ho ki ye aapke liye kitna fayedemand hoga.Also Read - What is Computer In Hindi ? - Computer Kya Hai
Iske jariye aap video ads bhi lagva sakte ho. To ye method istemaal karne ke baad definitely aapke website pe visitors badhenge aur aapki sales bhi badhegi. Lekin jaisa ki aapko pta hi hoga ki ye paid hai yaani ki aapko isme paise dene padte hai impressions or clicks ke basis par. To koi bhi Online marketing method ho paise to aapko pay karne hi padenge.
2. Social Ads
Social ads bhi dosto vo hi process hai jo ki aap Google adwords me kari jaati hai ads display karvaane ke liye. Bas aapko is method ke liye kisi bhi social platform jaise facebook, instagram, twitter, in sab pe aapko apne ads ke campaign start karvaane hote hai. Aur definitely yaha se bhi apko bhot profit hoga. Aur ye paid hai aapko apne ads ko run karvane ke liye of course paise dene padenge.
![]() |
Online Marketing Kaise Kare |
Conclusion
To dosto me asha karta ho ki aapko samjh me aagya hoga ki Online Marketing Kaise Kare ya Marketing Kaise Kare In Hindi. To jo methods mene aapko btaye hai vo bhot si badi badi service providing company bhi istemaal karti hai apni sales ko badhaane ke liye.
Also Read - Google Adsense Kya Hai - Aur Ye Kaise Kaam Kara Hai
Also Read - Google Adsense Kya Hai - Aur Ye Kaise Kaam Kara Hai
To dosto aaj ke liye sirf itna hi agar aapko kuch bhi sawaal mujhse is topic ke ya fir tech se related kuch bhi puchna ho to niche comment karke jarur btaiyega me aapke question ka answer jarur dunga.
Thank you, Have a nice day.